Memon Biryani
میمون بریانی
Ingredients No: 1
- Murgi / Backre Ka Gosht (1/2 Kilo)
- Timattar ( 2-3 )
- Adraak Lassan (1 tea Spoon)
- Hari Mirach ( 8 )
- Nammak (1 Tea Spoon)
- Haldi (1 Tea Spoon)
- Talle Hoi Piaz (1/2cup)
- Lal Mirach (1/2 Tea Spoon)
- Dhanya Pissa Hoa (1 Tea Spoon)
- Dahhi (Phitha hoa) (3/4cup)
- Oil (1/2cup)
Ingredients No: 2
- Alloo (2 addat (char char Tokry Kar ke)
- Harra Dhanya (1/2 Godhi)
- Podina (1/4 Godhi)
- Garam Massala (1/2 tea Spoon)
- Alloo Bokhara ( 4-6 )
IngredientsNo: 3
- Jaifill Jawattiry ( 1/4 Tea Spoon)
IngredientsNo: 4
- Chawall (1 1/2 Paow )
- Nammak (1 1/2 chamach)
- Sabut Garam Masala (1 1/2 chamach)
- Taizpat (1 1/2 chamach)
- Kala Zira (1 1/2 chamach)
Ingredients No: 5
- Zardy ka Rang
- Kuwra
Racipe
Oil Garam Kar Ke INGRDIANCE NO: 1 Ke Ajza Ko Bhonney . Jab Tak Oil Opar Na Ajae . Ab Bakre Ka Gosht Ko Pani Me Dalain Uska Bad (2cup) Oil Phir Ottar Lain . Phir INGRDIANCE NO: 2 Ke Ajza Shamil Kar Ke Itne Dair Pakka Lain Ke Gosht Aur Aallow Gaal Jae . Phir INGRDIANCE NO: 3 Ke Ajza Dalain . Phir Aik Patily Me INGRDIANCE NO: 4 Ke Ajza Daal Kar Oball Lain . Phir Jab Oball Ajai To Phir Chawal Dalain . 3/4 Galne Par Ottar Kar Chahan Lain . Aur Phir Tyaar Kea Hoa KORMA Par Dalain . Aur Phir Iss Ke Opar INGRDIANCE NO: 5 Pani Me Gholl Kar Dalain Phir Dam Par Rakhain . Aur Phir Akhre Me Gelley Kaprey Se Dhak Lain Takreban (10min) . Aur Phir Memon Biryani Ka Maza Lain .
Bagikan
Memon Biryani
4/
5
Oleh
Unknown