کڑاہی تکہ
Karahi Tikka In Urdu – Karahi Tikka is exceptionally hot formula and scrumptious. Basically individuals like in supper and gathering event. Karahi Tikka formula is exceptionally solid and fans can attempt in home with Karahi Tikka In Urdu.
Karahi Tikka In Urdu |
Ingredients
- Ghost ki botiyan adah kilo
- Dahi adhi piyali
- Adrak lassan ka pest 1 khaney ka chamach
- Besan 2 khaney ka chamach
- piyaz 1 adad barik kati hoi
- Namak hasb e zaiqa
- Zirah aadha tea chamach
- Sonff aadha tea chamach
- Sabot dhaniya aadha tea chamach
- Sabot sorkh mirach 5 adad
- Cooking oil 3 khaney ke chamach
- Pani hasb e zarorat
Terkeeb
Ghost ki botiyan dho ker chani me dal ker khosk ker lain. Zirah, Sonff, Sabot dhaniya, or Sorakh mirach tawa per bhon ker girand ker lain. piyaley me adrak lassan, ka pest girand kia howa masala, namak, dahi, or besan mila ker 2 ghantey ke liya firaj me rakh dain. karahi me oil garam ker piyaz golden biraon tel lain. merinet kia howa ghost dal ker 1 minut bhoney. adha gilas pani ka dal ker dhak ker dhimi anch per pakney ke liya rakh dain. ghost pak jai to achi terhan bhon ker cholah band ker dain. koila dehka ker ghost ke dermiyan me piyaz ka chilka ya roti ka tokra rakh ker rakhain. 1 tea chamach oil dal ker karahi ka dhakan dhak dain. karahi tika nan ke sath pesh krain.Bagikan
Karahi Tikka In Urdu
4/
5
Oleh
kahaf